Main commonly paya jata hai. Bazahir tau yeh aik bohat aam aur sasti cheez hai .
Par apny andar yeh hairat angez fwayed rakhta hai. sarson ka oil garam khasiyat rkha hai .
aur tib kay lehaz say bohat hi asar angez aur fayeda mand chez hai. asarson kay oil
aik bohat khas fayed yeh hai k agar subho sham sarson ka oil thora sa ungli pay laga kar
naaf main laga liya jay tau yeh bohat si bemareon ka hal hai. jesa k kano ka bajna
, honto ka paht jana, bhool jany ka marz, depression, dimagh ki khushki,
ankhon k samny andehra aa jana, dimagh ki kamzori aur chakrana,
susti ko baghny k liye bhi bohat hi fayeda mand totka hai .

No comments:
Post a Comment